Friday, February 22, 2019

Healthy tips for busy people....



Aaj kl ki bhagdaud jindagi me samay bhut jaldi bitta h...

Hm Apne work me itne involved ho jate h ki apni health pr Dhyan denaa hi bhul jate h..aur isi laparwahi kr chalte AAP Ko thakawat feel hoti h...



Kai Baar hmlog apna diet ka routine left KR dete ..
Jiska asar sidhe apke body size pr padta h....
Aur Kai trh ke disease ke aane ka AAP invitation de dete h..

Asaal me main reason h lack of time ..
..
Agar hm log Apne work me busy hoto din kitni jldi beet jata h pata hi nhi chalta ...


 In SB cheezo se bachne ke liye aapko Apne free time ka istamaal achhe dhang se krna bhut jaruri ho jata h ....

Apne free time me aapko kuch aisa krna chahiye jo aapko pasand h jisse
Aapka mental stress chala jyata h...
Kuch bhi kryiye chahe game kheliye,bahar jaiye ,Lekin Aisa kariye jisse aapko thodha acha feel hota ho...
Chahe AAP 10-15 min hi kyu na free h aapko kriye iise aapka mental streeness km hoga ....


Aur Jo aapko saam Ko sir Dard hota hoga usme girawat aayegi .

Aur sbse bhadhiya taarika  h  yoga ..
Isse badhiya tarika ho gyi nhi skta fitness bnane me..
AAP roz subhah uthkar yog kriye tb dekhiyega ki AAP tired  feel hi nhi krenge.....
Alom vilom rooz subhah uthkar hmesha krna chahiye jisse AAP kafi taaza feel krte....















Jb bhi kabhi kisi baat ki tension ho aur man ghabra ho to Alom vilom krna sbse behtar vikalp..
Isko krne ke AAP thoda halka feel krenge.....

Bs yhi sb cheez follow kriye aur ho jaiye tension free...



Disqus Comments